Show Keyboard
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z
151    O (Interjection)
او۔ اے۔ ہو۔ اے۔ یا۔ اجی۔ رے۔ ہے۔ ارے
152    O (Noun)
چکر۔ گھیرا۔ منڈل۔ دور۔ دائرہ
153    oaf (Noun)
    1.
وہ بیوقوف بچہ جس کو پریاں اچھے بچے کے بدلے میں چھوڑ جاتی ہیں۔ آسیبی بچہ
    2.
اوت۔ احمق۔ گدھا۔ گنوار
154    oak (Noun)
بلوط۔ شاہ بلوط
    oak acorns
سیتا سپاری۔ دانہٴ بلوط
    hearts of oak
دلیران جاں باز
    the royal oak
شاہ بلوط۔ بلوط الملک
155    oak-apple (Noun)
مازو۔ مازو پھل۔ ماجو۔ ماجو پھل
156    oaken (adjective)
بلوط کا بنا ہوا۔ بلوطی
157    oakum (Noun)
پرانے رسوں کا سن
158    oaky (adjective)
بلوط سا سخت۔ مضبوط۔ مستحکم
159    oar (Noun)
ناؤ کا ڈنڈا یا ڈانڑ۔ چپو
    to boat the oars
چپوؤں کو کشتی میں رکھنا۔ کشتی نہ چلانا
    to lie on the oars, to rest on the oars.
کام چھوڑنا۔ سستانا۔ دم لینا
160    oar (verb active)
ناؤ کھینا۔ ڈانڑ مارنا۔ کشتی رانی کرنا
 

Pages

Comments

~CHANDNI~ RAAT K HATHO PAY SAWAR UTRI HAI.
KOI KHUSHBU MERI DEHLEEZ K PAAR UTRI HAI.

ISS MAIN KUCH RANG BHI HAIN,KHWAAB BHI KHUSBUAIN BHI.
JHILMILATI HUWI KHWAHISH BHI, AARZOAIN BHI.

ISSI KHUSHBU MAIN KAYI DARD BHI AFSAANAY BHI.
ISSI KHUSHBU NAY BANAAY KAYI DEWANAY BHI.

MERAY AANCHIL PAY UMEEDO KI QATAAR UTRI HAI.
KOI KHUSHBU MERI DEHLEEZ K PAAR UTRI HAI.

ISSI KHUSHBU SAY KAYI YAAD K DAR KULTAY HAIN.
MERAY PAIROO SAY JO LEPTAY TO SAFAR KHILTAY HAIN.

YAHI KHUSHBU JO MERAY GHAR SAY UTTA LAYI THI.
AB KISSI TOAR PALAT KAR NAHEIN JANAY DAITI.

MERI DEHLEEZ BULAATI HAI MUJHAY LOAT AAO.
YAHI KHUSHBU MUJHAY WAPAS NAHEIN AANAY DAITI.

RANJ AUR DARD MAIN DOOBI YEH BAHAAR UTRI HAI.
KOI KHUSHBU MERI DEHLEEZ K PAAR UTRI HAI.

AY CHAND suno...
kuch baat kaho
Teri baat chaly meri raat katay
Bat karo us basti ki
Badal,barish or masti ki
Ya baat karo us bandhan kiPayal,chorri or kangan ki
Ya baat karo un sapno ki
Jinhe tum bhi socha kartay ho
Khawabo main poja kartay ho
Ya hawa main urtay anchal ki
Jo jab lehraye kuch yad dilay
Tera chain churaye teri neend uraye
Tum mujh se kaho kuch baat karo
Teri baat chalay meri raat katay...!

IS SAAL ME KOI PAL TO AESA HO JO TERA MERA HO,
JIS ME KOI TEESRA NA HO,

HUM DER TAK EK DUSREY SE BATEIN KAREIN,

AUR IN BATAON KO SUNANEY WALA KOI OR NA HO ,

BAS ME AUR TUM HON,

YUNHI BETHEY BETHEY HUM KISI CHOTI SI BAAT PAR

BETHASHA HANS PAREIN,

HANSTEY HANSTEY ANKHON SE ANSON NIKAL PAREIN,

IN ANSUON KO SAAF KARNEY WALA AUR KOI NA HO,

BAS ME AUR TUM HON,

AUR KASH IS SAAL ME KOI TO PAL AESA HO JO SIRF TERA MERA HO

Wo mile ga tou uss ki ankhaon sy pouchen gy Faraz
Kis ko abad kya hy mujhay barbaad krny k baad

Shab-e- faraq to kat-ti nazar nahi aati
khiyal-e- yaar may aao faraz so jayain

AGR DIL KO TUM SE MOHABAT NA HOTI
OS BECHAINE MEIN BHI ITNI RAHAT NA HOTI
UN KHWABON ME TUMHARI AAMAD NA HOTI

DIL KO TUMHARI ZARURAT NA HOTI
AGR DIL KO TUM SE MOHABAT NA HOTI
YE SHIDDAT NA HOTI YE ULJHAN NA HOTI
MAIN DIWANGI ME IS HAD TAK KHOI NA HOTI
TUMHE KHO DENE KE DAR SE
MERI JAN MAIN ITNA ROI NA HOTI
AGAR DIL KO TUM SE ULFAT NA HOTI
TUJHE SAMNE PAKAR HER PAL KHUSHI NA HOTI
AUR HER PAL TERA KHAYAL UJAGAR NA RAKHTI
MAIN YUN DAR GAYE HUN TUJHE KHO DENE KE DAR SE
WARNA IN HONTO PE KHAMOSHI NA HOTI

USAY CHAHY BINA CHAIN ATA NAHI
MERI RAG RAG MEIN KYUN BAS JATA NAHI
USKAY BIN YEH ZINDAGI ADHORI HAI
WO MERI ZINDAGI MEIN KYUN ATA NAHI

Apni Khatir Jaggey ho, sowey ho
Apni khatir hunsey ho rowey ho
kic liye, aj khoey khoey ho
tum ney aansoo bahut piye apney
tum bahut saal reh liye apney
ab mairey, sirf miarey ho ker raho
husn hi husn ho zahanat ho
ishq hoon main, to tum mohabbat ho
tum mairee bas mairee amanat ho
ji liye, jis qadar jiye apney
ab mairey, sirf miarey ho ker raho

rehtey ho ranj-o-gham key ghairo mai
dukh key, asaib key basairo mai
kaisey choro tumey andheyro mai
tum ko dey doon ga sab diye apney
tum bahut saal reh liye apney
ab miarey, sirf mairey ho key raho

ab mujhye apney dard sahney do
dil ki her baat dil sey khainey do
mairee bahon main khud ko bhainey do
mudatto zakhm khud siye apney
tum bahut saal reh liye apney
ab mairey, sirf mairey ho ker raho

hi 2 all

hi all!

Pages