English Urdu Dictionary اردو انگریزی لغت

Comments

Assalam o Alaikum....beshak ghaib ka ilm Allah janta hai....mager sitaray ghayab kahan hain...:)
Allah nai koi bhi cheez bai maqsad paida nahi ki.
ghaor o fiker k lieay Allah nai insaan ko aqal sai nawaza hai..aor ghaor o fikr say insaan nai sitaroon ki chaal ka andaza kiya hai koi hatami faisla nahi kerdiya...
mola Ali (A.s) fermatay hain >>main zameen k rastoon say ziada asmaan k rastoon ko janta hoon..aor aasmaan per chaand,suraj sitaray hain aor janay kiya kiya hai jo hamaain nazar nahi aata...sitaroon k mahireen kehtay hain,sitaroon ki harkaat insaan k halat aor shakhseat per asar andaaz hoti hain...
wallah ilm bissawaab
khuda hafiz
mola zamin

Bahut hi zabardast.Apni zaban ko faroogh denay ka ek bahut acha tareeqa hai.Kuch arsay pehlay tak main bhi angrezi ki maari hua kerti thi.tab main choti thi kaafi.Magar ab andaaza hua hai k Apni cheez apni hoti hai.Jahan her koi urdu bol sakta ho or samajh bhi wahan english ka istamaal intihae ahsaas e kamtari ka muzahira hai .Lagta hai ab hamari poori qaum ko is baat ka andaza ho raha hai.nice work.keep it up.or haan ek sawal....kia is site per hum apna kaam mera matlab shairi waghaira upload kersaktay hain??

salam wessay surely poetry tu upload nahe kar saktay yahan say haan,mirza galib ki poetry ko mere think mai aap copy kar k save kar sakty hain aur baki poetry ki site dekhni hai tu yai link hain.

www.shairy.com
www.ebazm.com

yai poetry ki link hain aur bi boot koch hai in link mai

regard zuhaib

بھئی عروج آپ نے سولہ آنے سچی بات کی ۔ اپنی زبان سمجھنے والوں ميں اپنی زبان ميں بات نہ کرنا احساس کمتری کی نشانی ہے۔

زبردست۔ ميرا خيال تھا کہ صحيح طريقے سے اردو پوسٹ نہيں ہو سکتی يہاں

so my question is 2 u all dat dose dis name tibz have any meaning.

AS'SALAAM O ALAYKUM,
To all members and users of this site. I am MUhammad Jibran Aziz a telecom.engn,,can any one tell me the meaning of my name JIBRAN

I am also jibran. Jibran is an Arabic word. It comes from Jabar Its means brave and strong.
Jibran

parvaaz
koi mujhe bataae ke iss page page par urdu likhaii meN comments kesse likhe jaa sakte heN

Kia koi mujhay bta sakta hay k. islam mian stars ka elam jaez hay ya nahi. agar nahi to give me Prove from Quran or hadis sharif.

Pages