English Urdu Dictionary اردو انگریزی لغت

Comments

I think many members use this built in keyboard for Urdu and English text typings which we use for "Dictionary" type here the matter you want and then use copy / cut / paste in the comment box !!

wish you all the best !!

ایسے لکھا جاتا ہے جناب۔۔۔۔ شمع

As Salam Ailakom
meary Muslim bhai , aap se meri ek inteja hai plz aap naam apnay bacchoon ka ayesa na rakhiyea jis se us ladkay/ladki ko koi nuksaan hoo jaaye,
HUZOOR: ka Irshad-e-Mubarak hai ek dafa ek Aurath aap ke huzoor aayee aur aarz ki ya Rasool-Allah, mera naam Aasiya hai , Allah ke pyare Rasool ne aap ko Irshaad farmaya ke aap apna naam badal lee jiyea , kyun ke aap ke naam ki taseer se aap pe asar padega, aur Aasiya ka matlab hai : Gunagnaar
to aap sub se Inteja aur Guzarish hai ke aap islamic hisaab se naam rakhiyea na ke english hisaab se, kyun hum sub Allah ke nazdeekh Gunagehar bane aur bacchay ka Aasmini Mustaqbeel kharaab kar de, pls Quran aur Sahaaba ke naam se naam rakhiyea,

Allah hafiz
Tanveer Khan
tanveerkn@yahoo.co.in
+91-9866795498

Assalam o Alaikum
kaya sab ko yahan naaam (names) ka matlab jannay ki pari hay, kaya urdu sirf issi liay he reh gaee hay, ek poochhta rahay, naam ka matlab aor doosra bata ta rahay, urdu kafi wasee zubaan hay, kissi aor ilfaaz kay bhee matlab poochho, naam kay ilawa, (zaroori naheen kay naam ko hhor dain, mager iss kay saath saath koi aisi baat bhee keejiay, jiss say kissi ki maloomaat main izafa ho,) , ok, khuda Hafiz, Take care

salam to all,i agree with u dreamz ,infact problem yai hai k hum lakeer k fakeer people hain,apni koi thought nahe hai ,hai bi tu kabi kabar use kar latay hain,warna nahe,jessay koi dosra kar raha hai hum nay bi same esi tarhaan he karna hai,wessay sach tu yai hai k mai nay bi 1st apnay name k meaning he pochay thay,ah haa ha aha ha,
but os k baad meri 2 post or bi hain jin mai mai nay suggestion di hai or bi koch kaha hai,dekhay aaj ka modern period hai or es mai aap koi new soft ware ya pir koi knowledge web site day jis say sab ko koch info mil sakay,ok i 1st gave u 4 all ,.yai aik greeting site hai,
www.riversongs.com
or www.akhbar-e-jehan.com
www.apniisp.com
www.coolyaar.com
www.darsequran.com
i think u liking these all site.
aur aap bi koch share karay na k just name k meaning tak he limited rahay ,
regard zuhaib

ہمارے برادر نے درست اظہار کیا, یہاں اکثریت افراد فقط معنیِ اسم کے سوال کرتے ہیں. یہ عطلاع بر ہر دیگر صفحہ فراہم ہے, اگر تم یاہودت کم جاینگے و جستجو کریںگے تو ہر یک چیز دریافت ہو جایگی . قومِ پاکستان کو کیا ہوگیا؟ خود کی لسان فراموش کردی و شاید وہ حالا ہندی یا انگلیزوں کے پشت ہوگےہیں... ف

tell me the meaning of "BAND_E_QUBA"

Salaam....
is ka matlab yeh hai k ..libaas yani shirt ya qameez k samnay k button ya dori waghaira jis say shirt ko band ya khola jata hai.
mujhay tu yahi meaning samjh main aatay hain..ager yeh ghalt hain tu im so sorry
khuda hafiz

Button or zip of shirt e.t.c or Kamiz ke button

That's some kind of disease. قوباء is also referred to as زرذ زخم. I'm not sure what the name would be in English, maybe herpes or tetter.

Pages