Urduseek.com - Chat

Comments

shan from dubai

Does anyone know what 'poppaya' is? It's in a recipe for kababs....

hello everybody i wanna ask u that what is the meaning of the name of " NAVEEL " ? if u know then tell me plz..

us ko judaa hue bhii zamaanaa bahut huaa

Tum Meri Aänkh ke Tevär nä Bhulää Pääoge

An Kähi Bäät ko Sämäjhoge to Yääd Aäongää

Humne Khushiyon ki täräh Dukh Bhi Ikhätey Dekhe
Säfääh-e-ziist ko Pältäoge to Yääd Aäongää

Isii Andääz mäin Hotey Thäy Mukhäätib Mujh Se
Khät kisi äur ko Likho gäy to Yääd Aäongää

Särd Rääton ke Mehäkte huäi Sännnääton mein
Jäb kisii Phool ko Choomogäy to Yääd Aäongää

Ab teräy Ashk mäin Honton se Churää letää hoo
Hääth se Khud inhen Ponchhoge to Yääd Aäongää

Shääl Pehnäegää äb käun December mein Tumhein
Bäärishon mäin käbhi bheegogäy to Yääd Aongää

Aäj to Mehfil-e-Yäärään pe ho Mägäroor bohät
Jäb käbhi Toot ke Bikhrogäy to Yääd Aäongää

Häädsäy Aäyenge Jeevän mein to tum hoke Nidhääl
Kisi Deeväär ko Thäämogäy to Yääd Aäongää

Is mäin Shäämil häi meri Bäkht ki Tääreeki bhi
Tum Siyääh Räng jo Pähnogäy to Yääd Aäongää

Kuch is tarha meri ankho mein basy hein Ansu

Hont chup hein to zuban ban k sajey hein Ansu

khud hi dy kar meri Ankho mein yah sary Ansu
Poochta hai key baata kisney diya hein Ansu

Faarq itna sa hai chaahat mein meri aur uski
usko khushia hi milen mujhko mily hein Ansu

Jisko her ghum sy bachaya tha meri chahat ny
Aaj us shaks ney Ankho mein diye hein Ansu

Dekhty kia ho meri Aankh sey niklaa Ansu
Ankh meri ha magar us key sajy hein Ansu

Khud to aram sey wo mujhko bhola betha ha
jiski chahat ki saza mein yeh miley hein Ansu

Yeh meri ankh nahi raait ka sehra hai jahan
khushk ankho mein kali ban k khely hein Ansu

Apny jis hath sey likha tha usey sari umar
kup kapati usi ongli sey meety hein Ansu

Ek muddat sey jiesy dil ney bhula rakha tha
Aaj palkho pa wo tasveer baney hein Ansu

Jisny tanha mujhy rota hua chora tha Zaheer
Aaj tak uskey lia likh hi rahey hain Ansu

"MOHABBAT"

ANNA KI BAAAT HAI WARNA MOHABBAT AB BHI BAQI HAI
USAY MERI MUJHE USKI ZAROORAT AB BHI BAQI HAI
TERI PALKON KI CHILMAN ME SITAARE JHILMILATE HAIN
TERI ANKHON ME HALKI SI SHARARAT AB BHI BAQI HAI
BALAA KI SARD MEHRI HAI MERI HAR BAAT ME LAIKIN
MERE SEENE ME CHAHAT KI HARARAT AB BHI BAQI HAI

Mohabat ka
Rafaqat ka
yeh kesa khuwaab hay aakhir
k jinhain aankhon ke matti main
hum bo b nahi saktay
tayray ho be nahi saktay
tujhay kho b nahi saktay.

Pages