Show Keyboard
731    tab (Noun)
تکمہ
732    tabard (Noun)
تکمہ
733    tabard (Noun)
جامہ جو زرہ کے اوپر پہنتے تھے۔ لبادہ
734    tabaret (Noun)
موٹا ریشم
735    tabby (verb active)
ریشم میں پانی دے کر لہریا ڈالنا
736    tabby (adjective)
گوناگوں۔ دھاری دار۔ رنگ برنگ۔ لہریا
737    tabby (Noun)
    1.
دھاری دار حریر
    2.
گچ۔ ریختہ
    3.
دھاری دار بلی
738    tabernacle (Noun)
    1.
خیمہ۔ ڈیرا۔ اٹھاؤ مکان۔ شامیانہ۔ چھولداری۔ مظلہ۔ چھجے دار طاق
    2.
دیول۔ معبد۔ مندر
739    tabernacle (verb active)
چند روز قیام کرنا۔ ٹکنا۔ اترنا۔ ٹھیرنا۔ ڈیرہ ڈالنا
740    tabernacular (adjective)
جالی دار۔ جھنجری دار۔ چھجے دار
Comments
tell me about any download dictionary,
salam to all,kessay hain sab,muje dictionary chahiyai hai es liyai aap mai say koi janta hai tu pls tell me ,k muej download dictionary zororat hai assi hoo k os mai word unlimited hoon na k thoray say word ki dictionary na hoo,agaar aap mai say koi janta hai tu pls tell me ,i 'll thx 4 ur
regard zuhaib
Dictionary
Zuhaib:
Aaap ko urdu ki ya english ki dictionary chahye..?
Aghar english ki zarorat ho tu www.dictionary.com per her word milay ga.
Ali Khan
Please recite 100 Times "ALLAHA AKUBAR "
Please recite 100 Times "ALLAHA AKUBAR "
You will get lot of Sawab , It takes 4 Minute to do this Job
Please do the same regularly & Forward the same
Kashif Siddiqui
Baby names in urdu
Dear all
iam looking for some site where i can get Baby Girl names in urdu any such sites pls?.....
see up at this site
ji aap esi site mai he muslim name dekh saktay hain,aur baby name koi specific tu nahe hotay ,
Remove my Worry.........
Please tell me that "Star ka elam islam mian jaiz hay yah nahi.ans me
with Prove from Quran Or hadis .
ppcs705@yahoo.com
ppcs705@hotmail.com
Ilm e Nujoom
Quraan o Hadith Ke Bohot thori Study say Jo Baat Meray Ilm may aai Hay wo yeh hay K Tamaam Uloom Seekhay Ja saktay Hain Siway Jadoo Kay kion k is may Insaniyat ko Nuqsaan Pohonchnay Ka Khatra Hay. Baqi Tamaam Uloom seekhay Ja saktay hain Laikin In Uloom Ko Sirf aik Ilm He samajhna Zaruri Hay. In Ko Apna aqeeda Nahi Banana Chahiay yaani in per mukammal believe nahi karna chahiay. Agar Sitaron k Ilm say Koi prediction ya koi bhi doorsi Maloomat hasil Hoti Hain to Theek Hay laikin yeh aqeeda rakhna k bilkul Aisa he ho ga jaisay k Sitaron ke Chaal Bata Rahi Hay to yeh sahi Nahi.
Is Dunya May Jo kuch Bhi Allah Tbaarak wa Taala Nay Paida Ferma Rakha Hay Sub ka sub Insaniyat Ke Bhalai or Faaiday K Liay He Hay. Ab agar Ko In Cheezon Ko Misuse Ker K Humanity Ko Nuqsaan Pohochata Hay to wo Apnay Ilm Ka Ghalat Istimaal Kerta Hay Jo K Blkul Jaiz Nahi. Is Liay wo sub kuch seekhna Na sirf Jaiz bulkay Ibaadat Hay Jis say doosron ko Faaida Milay.
Fee Amaan Illah
Syed Yasir Bokhari
Yasir Tareen
Isalam main stars ka koi aisa silsila nahi hai hum sirf eik khuda k banday hain or islam main aisa kuch nahi hai stars wala jo masla hai to wo meray khayal say jaiz nahi hai kioun k app ki qismat allah nain banai hai or wo hi janta hai ki kab or ksi waqat app ky sat kia ho ga
Stars ka elam
Quran does not go into the details of whether the Stars give you correct or wrong figure of the future but refrains one from getting involved into such things. So its not permitted in Islam.
ZiaurRehman
No
If by 'sitaron ka ilm' you mean predicting the future of people, then this is not allowed. This knowledge may be used for all kinds of things like predicitn the weather, predicting position of stars etc.
The Quran says that 'Ghayb ka ilm sirf Allah jaanta he'. So whatever man predicts may be close but is never the final word. People can change their future by acting in the right direction.
-----------
Also...
Surat 5, Al Maaeda, part of Ayat 3:
..........And [you are forbidden] to seek to learn through divination [foretelling of future events] what the future may hold in store for you:' this is sinful conduct. (Translation by Muhammed Asad)
This division of meat with arrows was done as a superstitious custom of telling the future in Arabs prior to Islam.
Pages