Show Keyboard
201    kabbalah (Noun)
اسرائیلیات
202    kail, kale (Noun)
ایک قسم کی گوبھی
203    kaleidoscope (Noun)
ایک کھلونا جس میں شیشے کے ٹکڑوں کے ذریعے سے مختلف رنگین شکلیں نظر آتی ہیں۔ عکسی صورتیں دیکھنے کا آلہ۔ بار بار تبدیل ہونے والا منظر۔ اشکال بین
204    kali (Noun)
سجی۔ قلعی
205    kangaroo (Noun)
آسٹریلیا کے ایک جانور کا نام۔ کنگرو
206    Karaite (Noun)
اہل توریت
207    keck (verb neutor)
قے کرنا۔ رد کرنا۔ زمین دیکھنا۔ الٹی کرنا۔ ابکائی لینا يا آنا
208    keck (Noun)
رد۔ قے۔ الٹی۔ ابکائی
209    kecksy (Noun)
ایک قسم کا پودا
210    kedge (verb active)
لنگر سے کھینچنا۔ موڑنا یا پھیرنا۔ جہاز کا رخ بدلنا۔
Comments
SLAM AMBREEN
PAKISTAN
you are so lucky ambreen is a good name.....
ambr/sky....................................
ambreen/asman pr rahny wala.................
...........(mulangi@yahoo.com)..............
AMREEN
slm
thnx but its not AMBREEN its Amreen without the "b" letter after "m"
this is bit different 4m other names and some one told me that it has not a good meaning (like some eveilness)
if you know the meaning of Amreen then plz do let me knw and explain its meaning in detail
i would appreciate your concern wid my name
thnxxxxxx
4m Amreen
ALLAH HAFIZ
bus aik bar kehdo tumhain
bus aik bar kehdo
tumhain mujh se pyar hai
phir chahe kabhi na kehna
tumhain mujh se pyar he
aik bar ka ye kehna
tumhain mujh se pyar hai
umr bhar k liye hai kafi
k tumhain mujh se pyar he
har pal ka ye marna k
mujhe tum se pyar hai
aik bar ji uthain ge
k tumhain mujh se pyar hai
bus aik bar kehdo
tumhain mujh se pyar hai
1 Piyar ki kahani
“Ek Parinda Safaid Phool se pyar kar betha”
Kafi din baad Parinday ne Phool ko Kaha tum mujh sy pyar kartay ho kya?
“Phool ne kaha jab may safaid se laal ban jaon ga”
“Tab tumsay Pyar karoon ga”
"Parinday ne apni chonch se apna pait kaat diya”
“Aur”
“Saara khoon Phool k upar ja gira”
“Phool Safaid se laal ho gaya”
“Aur”
“Phool ko Parinday Se Pyar ho gaya”
{If you like my comments please reply me}
asslam o alekum to all .it
asslam o alekum to all .
it is my first time in this site .
realy this is nice .
sadiq shahid tatta pani AK
khandail@hotmail.com
sadiqshahid1@gmail.com
Ek kahani
Kehte hain 1000 saal pahie,
Husan
Aur
Mohabbt
Aapas May Dost thay.
1 Raat dono Saat thay k itney May Chand nikal aaya.
Mohabbt nay Chand ki Tareef ki.
Ye Baat Husn Ko buri Lagi.
Us nay Muhabbt ki Aankhain Noch lein.
Bussssssss!
Ussi Din say Muhabbt Andhi aur Husan Zalim ho gaya...!
{I m New Here}
~~TERA KYA BANA~~
Tujhe Zindgi ka jo Shaoor tha...
""Tera Kya bana""??
Tun Khamosh Kyun hai mujhe bta...
""Tera Kya bna""??
Wo jo Naseeb se Teri Jang thi, meri bhi to thi...
mai to kamyab na ho ska...
""Tera kya bna""???
Nai Manzlon ki Talash thi so Bichar gye...
main bichar k Tuj se Bhtak Gya...
""Tera Kya bna""??
Mai Muqablay mien sharik tha Faqat Esliye Koi mujse aa k pochta...
""Tera Kya bna""??
Mujhe ilm tha k shikast mera naseeb hai...
Tu b to umeedwaar tha jeet ka...
""Tera Kya Bna""??
Farhan
***AGAR KAHO TO***
agr kaho to haal dil ka sonaon tum ko?
tamam umar samne bithaon tum ko..
Mere zakhmo ka haal pocho agr jaan-e-jaan
To ek ek Zakhm ki tafseel sunaon tum ko?
Mout ki Neend se b Gehri Ek Neend Hoti hai-
Tere Baazuon KA Ho Takya TO Dikhaon Tum ko??
Yahi Duaa Hai K wo Waqt aaye Ek Baar Phir-
Tum Jo Rootho To Hath Jor kr Manaaon Tumko?
Her Sakhs mein Mujhe Ek Raqeeb Nazar Ata Hai-
Bol Ae Mere HUM NAWA...
Kis Kis Ki Nazar Se Bachaaon tumko????.
Best Regards
FARHAN
nice
very nice
HUM TO NAZUK HAIN
hum to nazuk hain bilkul kisi ehsas ki tarah-
Tum na socho gay humein to hum mar jain gay
Pas rho ya dor itna khyal rkhna-
k tum na dekho gay to hum mar jain gay-
Titliyon mein aur hum mein yahi bat hai mushtrik-
pakar k jb choro gay humein to mar jain gay....
Dil ki tehni pe hi khila Rehne do hmari muhabbat ka phool-
jab b tehni se toro gay to mar jain gay...
kbhi na milna hum se moj e darya ban k-
Mil k bichro ge hum se to mar jain gay.
Regards
Farhan Mehboob
03006855595
Pages