Show Keyboard
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z
121    babble (Noun)
    1. prattle
بچے کی طرح بولنا ۔ ہوں ہاں کرنا
    2. talk idly
بکنا ۔ بڑبڑانا ۔ بڑ مارنا ۔ بنکارنا
    3. tell secrets
پیٹ کی بات کہنا ۔ بھید کھولنا ۔ بھید ظاہر کرنا ۔ دل کی بات بتانا
122    babble (Noun)
بک بک ۔بکواس ۔ جھک جھک ۔ یاوہ گوئی
123    babbler (Noun)
بکوادی ۔ بکواسی ۔ بکّی گپّی ۔ جھکّی ۔ بکواسیا
124    babbling (Noun)
بکواس ۔ بکواد
125    babe, baby (Noun)
دودھ پیتا یا گود کا بچہ ۔ شیر خورہ ۔ بچہ ۔ بالک ۔طفل ۔ چھماسڑا
    babies in one's eyes
آنکھوں کی پتلی ۔ مردمک چشم
    She clung about his neck, gave him ten kisses
Toyed with his locks, looked babies in his eyes. (Heywood) گلے سے لپٹ اُس کی دس ببّی لیں کُھلیں زلف، آنکھوں سے آنکھیں ملیں
126    baboon (Noun)
لنگور ۔ بندر کی ایک نسل
127    baby-farming (Noun)
بچے کی خفیہ پرورش
128    babyhood (Noun)
بچپن ۔ بالپن ۔ طفلی ۔ خردی
129    babyhouse (Noun)
گڑیوں کا آلا یا گھر
130    babyish (adjective)
بچوں کی طرح ۔ چلبلا ۔ چبلا
 

Pages

Comments

Kabhi bheegte hain taiz baarish mein
Kahbi milte nahi barsoon kisi ranjish mein
Tumhi mein devtaoon ki khoobi na thi
Warna kami na thi koi mere andaz-e-parrastish mein

Teri Haseen Nigahoon K Taqqadus Ki Qasam
Dil Ne To Kya Rooh Ne Bhi Tujh Se Mohabbat Ki Hai

It is really a good post. Keep it up.
aplastic anemia treatment

If You Love Some One
Set It Free
If It Comes Back
It Is Yours
&
If It Doesn't
It Was Nothing

CHEERS!!!!

Yoonhi udas rakha tu ne to dekhna ek din
Tere saare shehr mein tanhayian bicha doon ga

Barh k imkaan se nuqsaan uthae hoe hain
Hum mohabbat mein bohat naam kamae hoe hain
Mere MOLA mujhe tabeer ki dolat de de
Main ne ek shahkhs ko kuch khawab dikhae hoe hain
Rehte hain darya-e-mohabbat k us paar
Wese is paar bhi kuch kheme lagae hoe hain
Jis ko hansna hai wo hans le meri barabdi per
Wese hum rone ka bhi maahol banae hoe hain
Kub hoon itna haseen yehi sochta hoon dost
Jis qadar log mujhe dekhne ae hoe hain

Hum ne dekhi hai un ki ankhoon ki mehkti khushbu
Hath se choo kar usay rishtoon ka ilzam na do
Ye ehsas hai isse sirf rooh se mehsoos karo
Pyar ko pyar he rehne do koi naam na do

Hum to mojood thay ratoon mein ujaloon ki tarah
Log nikle he nahi dhoondne waloon ki tarah
Dil to kya hum rooh mein utre hote
Kisi ne chah he nahi chahne waloon ki tarah

Karam karo ya sitam karo hum gilla nahi karte
Yaqeenun phool khizan k mosum mein khila nahi karte
Mila do shoq se khaak mein magar itna yad rahe
Hum jese log dobara mila nahi karte

Ya Rub Gham-e-Hijran Mein Itna To Kia Hota
Jo Hath Jigar Pe Hai Wo Dast-e-Dua Hota
Ek Ishq Ka Gham Afat Us Pe Ye Dil Afat
Ya Gham Na Dia Hota Ya Dil Na Dia Hota
Umeed To Bund Taskeen To Ho Jati
Wada Na Wafa Karte Wada To Kia Hota
Gheroon Se Kaha Tum Ne Gheroon Se Suna Tum Ne
Kuch Hum Se Kaha Hota Kuch Hum Se Suna Hota

Pages